ek gunah kiya hai maine na chate hue bhi ek khawab dekha hai maine haqeqat ko jhutla kar chala tha zameen se sitare ko chune thame hue unke hath, yeh duniya dekhunga un labzoo se bus apna he naam sununga woh jheel si nazroon mein main khud ko kya khuda ko bhi bhulunga soacha woh ek din mera hoga dekh meri mohabt ki shidadat, woh khuda bhi mujhpe reham hoga na soacha tha kabhi yeh maine ki tu haqeqat mein toh kya, khawab mein bhi mera na hoga saare sach se dorr bhagta chala gaya chup-chup kar unka dedaar karta raha ek din toh woh shayad sumjhenge mere jasbaat yahi soach bus sach ke raste pe chalte gaya dekh meri mohabat, khuda ko gawaaraa na hua "hokar ek insaan tune farishte ko kaise chua" lakh sumjaya unhone, par main na maana aakhir mein haar kar di unhone mujhe ek sazaa unke sath raha, par mohabat ka izhar na kar saka "kyun hai duniya ke yeh dastoor" is sawal ka jawab main khoj na saka rhi zehen mein ek baat- "hai yeh kaisi chahat meri" ki kar ke itni mohabat bhi, aaj main unhe paa na saka yun toh hume laga tha ki unke paas bhi dil hoga tha na pata ki bina jasbaat ke ek gosh ka tukda hoga kaise alag reh sakta hun apni chahat se main ab hogie yahi baat ki, ab mere dil ki jagah pathr ka tukda hoga ab toh inteha hogi hai mere bardaasht ki thi dil mein ek aas, ki khalegi kabhi toh kami unko is insaan ki abhi tak toh maut ko bhi rok rakha tha unke liye PAR KABHI TOH NIKAL HE JAYEGI JAAN UNKE IS INSAAN KI...
Oo saari saari raat main teri yaad mein jaga khayal bhi na aaya is dil mein koi dooja tasveer teri dekhta raha sari raat ki laga mujhe, "yeh toh hai koi ek nashaa" i got lost in those alluring eyes seeing them once, my eyes always denies theres sumthing which i cant explain as if, for my soul you are power supplies i love your that childish nautre that always make my heart rupture what i always desire is "you are mine " that i can ever clamour Oo saari saari raat main teri yaad mein jaga how do i tell you i love you so much it is soo nobel not even a desire to touch felt never as such before indeed u had changed this boor i never tried to do this but it has so much extended, now this is fore tasveer teri dekhta raha sari raat ki laga mujhe, "yeh toh hai koi ek nashaa".........
hai kitni mohabat yeh kaise bataoon hai dil mein mere kya, yeh kaise dikh laoon jo maan betha hai dil tujhe hai na woh saach, yeh kaise ise sumjhaoon un aankhoo mein is kadar kho jata hun main ki teri baatein nahi sumjh pata hun main jo dekhta hun tujhe kush toh beintaah kush ho jata hun main woh surat chand sa mutaqbiq lage mujhe jo reshmi zulfeon ke baadaloon mein chupa dikhe un badaloon ke beech se kabhi-kabhi chup-chup kar woh najme bhi dekhe mujhe ki, hai kitni mohabat yeh kasie bataoon.. woh baaton mein nadani aisie jo na dekhi masoomiyat kabhi aisie sunkar ek masoom ne bhi kaha mujhse sach mein, na dikhie masoomiyat kabhi aise woh gaalon ki gulabi woh aankhe uski sharabi ki koi bhi kahe de khuda ne ise banane mein, na chodi kasar zara si hai kitni mohabat yeh kaise bataoon hai dil mein mere kya, yeh kaise dikh laoon.............