Sunday, November 23, 2014

Ek khawab dekha tha kabhi...


Kuch pal sath rehne ka mila tha kabhi
Kuch alfazo ke zariye, zikar kiya tha kabhi
Hoti hai aarzoo ki bas band rakhe in aankho ko 
Ki sath rehna ka humesha unke, ek khawab dekha tha kabhi...

No comments:

Post a Comment