Saturday, September 9, 2017

Ki ban sa gaya hun main ab kisi ka raqeeb…


Tere chehre mein mera sukoon chupa hai
Teri aankho mein mera har ek khawab chupa hai
Tere laboo se nikli har ek baat
Meri zindagi ka ek armaan chupa hai
Rakhu tujhe har waqt apne nazro ke kareeb
Apne khawabo… apni zindagi ke kareeb
Ho si gai yeh zindagi ab is kadar
Ki ban sa gaya hun main ab kisi ka raqeeb…

No comments:

Post a Comment