hai bebasi ka aalam yahan
na jane khoya hai dil kahan
ek mudadat ke baad sumjha
hai aap ke saaye tale, chor sara jahan
ruksati ka waqt jab aaya
yeh dil mujhe dekh fir muskuraya
poocha kaha jao main
ki, lahoo banke isne hai humesha mujhe dhadkaya
lakh sumjhaya par yeh na maana
ek waqia se isne asliyat jaana
hua dorr kuch pal unke saaye se
maloom hua, ek lamhe ke liye bhi usne kabhi aapna nahi maana
soacha hai aaj unhe al-wida kahein
na jane kyun alfaaz labzoo pe aake ruke
kyun hai namoomkin se khawaish seene mein
ki, ek baar toh pyaar se hume woh aapna kahein....
No comments:
Post a Comment