Saturday, November 3, 2018
Saturday, July 14, 2018
It’s the silence which hurts the most...
It all started with a smile
doesn’t know together when we covered many miles
how could have one stopped himself
when after aeons come across a stile
have smiled every moment of those days
you showed me to get happiness in various ways
all I can say in the end
it’s my life one of the best phase
had tried alot to not get too close
but after all, I am human not a ghost
it’s not the distance that matter
it’s the silence which hurts the most...
Saturday, April 28, 2018
“fault in my star”
With passing years i came so far
locked all thoughts and feelings behind bars
never knew that path will entwine
that may be one day that star will shine
lost in those expressing eyes
which said this one more time you can try
that smile with magnificent dimples
in heart created so many emotional ripples
was asked how many i have met so far
as if how many one has collected cookies in a jar
smiled, as it was nothing bizarre
finally what can i say there is “fault in my star”
Thursday, September 14, 2017
Toh aaj bhi har ek saanso ke sath tera naam hota h..
Kyun teri awaz sunne ko yeh dil tarasta hai
Ek aarzo si reh gai ab
Hath thame bethe rahe, yeh dil kehta hai
Band hoti hai yeh palke toh tera chehra samne hota h
Jo khamoshi ke aagosh mein bethu toh teri aawaz ka ehsaas hota h
Agar sunnu in dhadkano ki baatein
Toh aaj bhi har ek saanso ke sath tera naam hota h
Na Jane kab tu mere sath hoga
Jab na tere Jane ka ya khone ka ehsaas hoga
Bas in yaadon mein na reh jana mere
Is zindagi mein warna na he yeh saansein, na yeh dhadkan koi mukaam hoga.....
Saturday, September 9, 2017
Ki ban sa gaya hun main ab kisi ka raqeeb…
Tere chehre mein mera sukoon chupa hai
Teri aankho mein mera har ek khawab chupa hai
Tere laboo se nikli har ek baat
Meri zindagi ka ek armaan chupa hai
Teri aankho mein mera har ek khawab chupa hai
Tere laboo se nikli har ek baat
Meri zindagi ka ek armaan chupa hai
Rakhu tujhe har waqt apne nazro ke kareeb
Apne khawabo… apni zindagi ke kareeb
Ho si gai yeh zindagi ab is kadar
Ki ban sa gaya hun main ab kisi ka raqeeb…
Apne khawabo… apni zindagi ke kareeb
Ho si gai yeh zindagi ab is kadar
Ki ban sa gaya hun main ab kisi ka raqeeb…
Sunday, February 7, 2016
jab dhundegie nazare hume aur na aaaegie meri koi khabar...
chahhat ke aasre mein, main ek sarai pe ther gaya
mujh ko thi na khabar main, main is waqt mein kha ruk gaya
itne saalo mein yeh guzara hai wqat is tarah
ki namm aakhein liye main, main aaj kha nikal gaya
dorr kare ke har ek jasbaat jia hun main is kadar
jaise thi na mujhe kisi ki aarzo na kisi ki fikar
hai aaega woh bhi ek manazar
jab dhundegie nazare hume aur na aaaegie meri koi khabar...
Sunday, November 23, 2014
Saturday, November 8, 2014
Sunday, September 21, 2014
a trip to no man's land...
a trip to no man's land
initially i felt like um on errand
it all happened so quick
that some of our relationship pricked
while planning sometime it all got screwed
never had expected there will be only people properly i knewed
a tinch of joy entered in our lives
with starting of our journey i felt like playing a fife
first day was so much fun
to start for the 1st place we had to run
had to see many places which were entwined
but more than that some of our own we had to find
saw Raja place to his view point
which history had made some joint
was so much engrossed in natures beauty
had not even noticed some gals beauty
we went in the clouds
touching them we shouted very loud
wanted fill whole my lungs with purified air
but being a human we have some limited layer
we all slept next night very tight
some of us didn't even felt mosquitoes bite
next day was so much light
and still we had to see many sights
went to a holy place
a place where holy kaveri originates
reach on the top of cliff
there is no words to express that bliss
as it all ended very well
in the night we had our stories to tell
saw love for a friend to love for a brother
came to know in life, how much they all suffer
as some roads have their ends
our trip also came to an end
had wished to live there till eternity
the best was in life got few more fraternity......
Saturday, May 31, 2014
you wish for moon, i will bring star for you..
you wish for moon, i will bring star for you
you don't know how much love i have for you
my love is not fake
it not like we have to give and take
it not like we have to give and take
will turn all your tears into pearls
to make you smile, will bring down all worlds
to make you smile, will bring down all worlds
could have hold you and have expressed myself
so as whenever you open your eyes would find me beside yourself
so as whenever you open your eyes would find me beside yourself
it was dream i wish never to end
hope we would have lived together till the end
hope we would have lived together till the end
the way you left it was end of all
that made me a man who don't feel anything at all..
that made me a man who don't feel anything at all..
Friday, May 30, 2014
Yeh ishq nahi asaan gaalib, ki ismein kai gira karte hain..
paiymane mein aaj jaam ki kami hai
bhari mehfil mein in baahomo mein kisi ki kami hai
kya wasta de unka
jab in hatho mein un lakiron ki kami hai
yun is kadar madhosi mein har lamha jee rahe
na jane kya madhosi mein tujhse kuch keh rahe
ki kahin toh tujse mulakat ho
meri saaso ka teri saaso se ab toh aagaz ho..
******************************************************************
Bikhar kar ab main simat sa gaya hun
Teri yaadon ki galyion mein gum sa gaya hun
Yeh zindagi us modh par le aaie hai hume
Ki teri rooah mein utar sa gaya hun...
******************************************************************
Tere chehre pe yeh mayusi ab hume gawara nahi
Na bacha koi aisa kushi ka kafila jise tere liye pukara nahi
Yun toh behad khubsurat hai yeh zindagi
Par tere siva ise jeena ab hume gawara nahi...
******************************************************************
Yeh ishq nahi asaan gaalib, ki ismein kai gira karte hain
Koi pooche toh us parwane se jo kushi se shama ke liye jala karte hain..
******************************************************************
Unki woh muskaan, jo mujhe jeena sikhaye
Nam aankho se bhi kuch kehna sikhaye
Yun toh ab har chehre se darr lagta hai
Par unse kaise kahe ki bas unke chehre pe ab toh yeh dil marta hai....
Saturday, March 22, 2014
This new guy every day smiles....
With the passed time, things got so much change
some time i ask myself, mann how much you got change
was running behind a dream..a dream that may end-up to you
that may be one day baby you will say - i love you
that dream...was a dream full of shit
as that day your own words gave me a hit
looked in the mirror asked to myself - what i have become
in love of your how can i be so dumb
never understood your simpering smile
was thinking it nothing but my life's Nile
now i know it was nothing but a guile
somewhere i wanted to go on exile
but met few people who showed me this long mile
on the path of no where, i found you all
that on every wrong step of mine you all bawl
had learned many things from you guys
today i can say that person in me finally dies
thanks to you all finally this new guy every day smiles....
Friday, March 7, 2014
Ab toh aadat hai meri....
teri yaadon ke sahare jeene ki, ab toh aadat hai meri
teri baaton ko yaad kar muskurane ki, ab toh aadat hai meri
jo manzil kabhi tujh tak na pahuchaye
us mukaam ko rahaguzar banane ki, ab toh aadat hai meri
thak jane par teri tasveer dekhne ki, ab toh aadat hai meri
kamyabi ke jashnn mein teri aawaz sunna, ab toh aadat hai meri
jab ho khawish ki tujhe in baho mein tham lun
toh in hawao mein hath faila kar tujhe mehsus karne ki, ab toh aadat hai meri
teri kushi ke sath jeene ki, ab toh aadat hai meri
kar har gum ko ruswa, liye aankho mein aashu hasne ki ab toh aadat hai meri
poocha us khuda ne aakhir "kya hai aakhir khawish teri "
maine bhi muskura ke keh diya, "ban uska saaya jeenyun ab toh yahi hai aarzo meri"....
Saturday, February 22, 2014
koi bhi haseen shaam ka ehsaas, ab hota nahi..
Jab zuban pe unka naam aata hai
Yeh chand bhi baadalo mein chup jaata hai
Kaise sumjhein in sitaron ko hum
Ki unke chehre ke noor se yeh chand bhi shrmata hai...
**********************************************************************
Har khawab jo hai tere unhe main aaj in palko mein chupa lun
Teri har muskaan ko aaj main in phoolo se choora lun
Hai yeh aaj kaisa ehsaas
Ki, aaj main khud ko teri sulfoon ke saye mein chupa lun...
**********************************************************************
Aankho mein unke aaj need nahi
Kisi bhi sapnoo pe aaj koi yakeen nahi
Yun is kadar khamoshi se bethe hain
Jaise kisi ki batoon pe ab aitbaar nahi....
**********************************************************************
aaj toh hai mohabat ki shaam
yeh dil kare hai bada hume pareshan
kaise sumjhaye is naadan ko hum
ki aakhir humari chahat se woh toh hai anjaan..
**********************************************************************
koi bhi haseen shaam ka ehsaas, ab hota nahi
Aae tu ab kitne bhi kareeb, pyaar ab hota nahi
Ab toh yeh manzar hai mere humnafas
Ki yeh dil toh koi bhi khawab, ab sanjota nahi....
Yeh chand bhi baadalo mein chup jaata hai
Kaise sumjhein in sitaron ko hum
Ki unke chehre ke noor se yeh chand bhi shrmata hai...
**********************************************************************
Har khawab jo hai tere unhe main aaj in palko mein chupa lun
Teri har muskaan ko aaj main in phoolo se choora lun
Hai yeh aaj kaisa ehsaas
Ki, aaj main khud ko teri sulfoon ke saye mein chupa lun...
**********************************************************************
Aankho mein unke aaj need nahi
Kisi bhi sapnoo pe aaj koi yakeen nahi
Yun is kadar khamoshi se bethe hain
Jaise kisi ki batoon pe ab aitbaar nahi....
**********************************************************************
aaj toh hai mohabat ki shaam
yeh dil kare hai bada hume pareshan
kaise sumjhaye is naadan ko hum
ki aakhir humari chahat se woh toh hai anjaan..
**********************************************************************
koi bhi haseen shaam ka ehsaas, ab hota nahi
Aae tu ab kitne bhi kareeb, pyaar ab hota nahi
Ab toh yeh manzar hai mere humnafas
Ki yeh dil toh koi bhi khawab, ab sanjota nahi....
Yeh kushi is kdr naraz hai humse
Yeh kushi is kdr naraz hai humse
Poocho toh kahe, jab se baat band huie hai unse
Aakhir kis baat se woh hai humse khafa
Ki koi is sawal ka jawab toh le aaye unse
Unke jawab ke intazar mein hum nazare bechaye bethe rahe
Ki shayad woh poori raat apni baat kehte rahe
Ab toh neend bhi hogie hai humse khafa
Aakhir kab tak hum us intazar mein jagte rahe...
Saturday, January 4, 2014
hai aaj yeh saas bhi roothi mujhse...
hai aaj yeh saas bhi roothi mujhse
kehti - kaise rahegie woh dorr tujhse
yun is kadr hai humse khafa
ki choth rha sath uska ab toh mujhse
yun khamoshi se dorr jate dekh rha
mujhse mera dil bhi pooch rha
bin uske kaise jeenge ab hum
kaise kahu ki- woh toh ab kisi aur ka ho rha
kuch dorr jaa kar fir pass aajati hai
mujhe khud se jodh khud ka ehsaas karti hai
yun har baar tadpa kar
mujhe uski badmashiyon ki yaad dilati hai
kahe ki uske bina kya hai vajood mera
rehna yun dorr usse kya hai kasoor mera
naadan yeh bhi na sumjhe
ki,kabhi na tha woh toh naseeb mera....
Saturday, December 28, 2013
Yeh neend mujhe ab tarsa ke chale jati hai....
Yeh neend mujhe ab tarsa ke chale jati hai
Chor mujhe bebas kisi ki yaad dilati hai
koi toh is na-sumjh ko sumjhaye
Ki yehi toh mujhe mere mehboob se milati hai
Yun unki yaad mein, tanhai mein jeete hain
Dekhne - sunne ko unhe hum har lamha taraste hain
Jo ho bas ek aahat unki
Kasie sumjhaye ki usi lamhe mein he toh hum jeete hain...
Jo tu kahe aaj main kar jau...
Jo tu kahe aaj main kar jau
Bas tere laboo pe fir se woh muskan le aau
Jo tu kare bas ek ishara
Toh us aasama ke sitare bhi zameen pe le aau...
*********************************************************************************
Is raah pe manzil-e-ishq ka pta nai
Bewafai ki mehfil mein wafa ka pta nai
Jis anjaam pe le aaya hai hume yeh ishq
Ki, aaj toh hume khud ptaa pta nai....
*********************************************************************************
Hai hoosan ki mehfil saji humare aashiyane mein
Koi bhar de jaam humare is paimane mein
Jo agar pee gaye unke nazaro se mohabat ka jaam
Toh zarror ho jaenge rusva hum is zamane mein...
*********************************************************************************
Aaj sab kho kar, kis par main aitbar karu
Dil kahe na kisi se ab main pyaar karu
Hai aaj kash-m-kash dekh kisi ki mohabat
Ki aaj us se main iqraar ya inkaar karu...
*********************************************************************************
mohabat ki rahguzar nahi hai aasan
phir bhi na mane yeh dil, kare hume pareshan
Itlaah toh koi kar de unhe
ki unke bina jeena ab toh nahi hai aasan.....
teri aarzo, teri justjoo nahi hai ab
teri aarzo, teri justjoo nahi hai ab
jaise waqt ke shere mein kahin kho gaya sab
kya seela dein un baaton ka
jin ki zindagi mein koi ehmiyat nahi hai ab
aksar woh yaadein in hawao ki tarah cho kar nikal jati hain
kya hote hain yeh jazbaat, kuch halka sa ehsaas krati hain
kaise sumjhaye is naadan dil ko hum
jo kabhi-kabhi un badzaak jazbaaton ko sumjhna chati hain
yeh gum-e-ishq ab mera mustakbil nahi
jo tha is dil pe tera haq woh ab aur nahi
jo seela mila hai hume un baaton ka
ki aab toh tere aks ki bhi khawish nahi..............
Monday, December 9, 2013
ek taraf meri chahat ...
ek taraf meri chahat
toh ek taraf mera sukoon hai
ek taraf uski bewafai ki aahat
toh ek taraf kisi ke liye uski mohabat ka junoon hai
hai kash-m-kash ki jau kaha
hai aarzo ki meri kushi, mera sukkon ho jaha
bethi aankhe band kar khamoshi se
aaie dil se aawaz aa le chalu tujhe main waha
na soon kisi ki baat tu
bas muskaan rakh apne pass tu
kar unsoona doosro ki baatein
meri he baaton ko bas apna tu
ab ek sukoon bhari zindagi hai
na mohabat ki zindagi mein kami hai
kar ruswa tamaam gum ke zariyon ko
aaj toh mere sang meri poorani zindagi hai...
Subscribe to:
Posts (Atom)









